Birthday Shayari
Filed in Birthday Messages, Birthday Messages in Hindi on Sep.05, 2009
kuch yuu aaye teri zindagi main yeh din, Nayi bahar ka paigaam leke. Manzil tak yuu pahunche kaarvaan tera Ke humko tujh pe gumaan aaye. Ho naam tera roshan aise Har jabaan par tera hi naam aaye Likhi jaayen teri kahani istarah Ke humko tujh pe gumaan aaye. Janam din mubarak ho tujhko [...]

